Posts

Showing posts with the label ameen gilani

Leke Quran jo hira se meri sarkar aaye Lyrics / ले के कुरआन जो हिरा से मेरी सरकार आये

le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye (English) rukh-e-pur-noor pe kuchh aur bhi anwaar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye saare nabiyon mein na kyun taj ho niraali unki baandh kar khatm-e-nabuwat ki wo dastaar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye pahele duniya nahin dekha koi un jaisa nabi sab shifayaab hue jitne bhi bimaar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye jab mili tujhse nazar rakh diya sar qadmon mein tera sar lene ko jo leke the talwaar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye guftagu mithi, haya ankhon mein, roshan chehra jo bhi ek baar mile tujhse wo dil haar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye hashr mein nikle wo jab leke shafa'at ka alam sab pukaar uthenge makhluq ke gamkhwaar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye main to kehta hun abu bakr ki me'raaj thi wo dosh par leke unhein jab wo sar-e-gaar aaye le ke quran jo hira se meri sarkaar aaye aye ameen! unka ...

Quran Shareef

Popular Naat Lyrics

Labbaik Ya Rasool Allah Lyrics / लब्बैक या रसूलल्लाह / لبیک یا رسول اللہ

Mustafa Jane Rehmat Pe Lakhon Salam Full Lyrics / मुस्तफा जान-ए-रहमत पे लाखों सलाम

Koi Duniya-e-ata mein nahin hamta Tera lyrics / कोई दुनिया-ए-'अता में नहीं हमता तेरा

Allah humma Salle Ala Sayyidina Maulana Muhammadin Lyrics / अल्लाहुम्मा सल्ले-'अला सय्यदना व् मौलाना मोहम्मदिन

Sikka Chalega Amena ka Laal ka Lyrics / सिक्का चलेगा आमेना के लाल का / سکہ چلے گا آمنہ کے لال کا

Maula Ya Salli wa Sallim Salam Lyrics / मौला या सल्ली व सलीम / مَولَاىَ صَلِّ وَسَلِّمْ

Sohna Aaya Te saj gaye ne Galiyan Bazar Lyrics / सोहना आया ते सज गए ने गालियां बाज़ार

Hum Apne Nabi Pak se yun Pyar karenge Lyrics / हम अपने नबी पाक से यूँ प्यार करेंगे

Gali Gali Saj gayi Shaher Shaher Saj gaya Lyrics / गली गली सज गयी, शहर शहर सज गया

Dekhte kya ho Ahle Safa Lyrics / देखते क्या हो अहले सफ़ा / دیکھتے کیا ہو اہلِ صفا